Quwwat-e-Haafizah ki doosri du'a
Parhez kare un cheezoñ se jo nisyaan (bhool) ka sabab hoti hain: ya'ni 1. khaṭṭe saib khaana
2. hari dhaniya khaana
3. paneer khaana
4. choohe ka jhooṭa khaana
5. paani meiñ khaṛe ho kar peshaab karna
6. qabroñ ka kutbah paṛhna
7. do ('auratoñ ke darmiyaan chalna
8. naakhun ka na kaaṭna
9. qailoolah ka tark karna
10. gunaahoñ ki kasrat
11. gham wa huzn ki kasrat
12. dunya ke umoor meiñ ziyaadah mashghool hona wa ta'alluq rakhna
13. sooli waale ko dekhna
14. ooñṭoñ ki qitaar meiñ se guzarna