Namaz Imam Hasan Alaihissalam
Roz-e-Juma yeh chaar raka'at namaz, misl Namaz-e-Ameer-ul-Momineen a.s. hai aur us ke alaawa chaar raka'at namaz aur hai jis mein har raka'at mein Surah al-Faatehah ke baad Surah al-Tawheed 25 martaba hai. Namaz ke baad, dua e Imam Hasan (a.s.) ki tilaawat karein.