EN اردو RO AZ
🌐
English اردو Roman Azerbaijani
🏠 🔍
Namaz Hazrat Sahib-uz-Zamaan 'ajjallalahu farajahush shareef
Yeh do raka'at namaz hai. Har raka'at mein Surah al-Faatehah ko Iyyaaka na'budu wa iyyaaka nasta'een tak padhne ke baad isi aayat ko sau martaba dohraaye
اِيَّاكَ نَعْبُدُ وَ اِيَّاكَ نَسْتَعِيْنُ
Parwardigaar! Hum teri hi 'ibaadat kartay hain aur tujhi say madad chahtay hain
Is ke baad Surah ko mukammal kare aur Surah al-Tawheed ki tilawat karen.
Namaz ke baad, dua e Imam Mahdi (a.t.f.s.) ki tilaawat karein.