Mu'allif: Allama Majlisi ra ne Bihaar-ul-Anwār mein ba'z qadeem ashaab ke ta'leefaat se ek Ziyarat-e-Imam Raza a.s. aur naql ki hai jise Ziyarat Jawādiyyah kaha jaata hai aur us ke aakhir mein yeh hai ke Namaz-e-Ziyarat ke baad tasbeeh padhe aur us ko Hazrat ki taraf hadiya kare aur phir yeh du'a padhe.