40. Shaykh bin Fahd rahmatullahi 'alayhi ne naql kiya hai Imam Ja'far Sadiq 'alayhissalaam se farmaaya: ke har woh du'a ke jis ke qabl tamjeed-o-buzurgi aur sanaa wa ta'reef na ho woh abtar wa naakaam hoti hai pehle Khuda ki tamjeed hoti hai.
Phir sanaa aur ta'reef hoti hai raawi ne kaha ke tamjeed ke liye kam se kam kya hai?