Kaifiyat Ziyarat Hazrat Sayyid-ush-Shuhada wa Hazrat Abbas a.s.
Waazih rahe ke Imam Husain a.s. ke liye manqool ziyaaraton ki do qismein hain: Ek Ziyarat-e-Mutlaqah hai jis ka koi waqt mu'ayyan nahin hai aur ek Ziyarat-e-Makhsoosah hai jis ka waqt mu'ayyan hai lehaza un ziyaaraat ka zikr teen mataalib ke zail mein kiya jaayega.