Bees 20 Jumādī al-Ākhirah Wilaadat-e-Janaab Zahra Salamullah Alaiha
Roz Bistum - 5 ya 2 Ba'sat Fatima Zahra a.s. ki Wilaadat Ba-sa'aadat hai aur is mein chand 'amal munaasib hain:
1. Roza
2. Momineen ko sadqa dena aur khairaat karna.
3. Un Mu'aẓẓamah ki ziyarat padhna jo ziyarat ke baab mein safha 571 par aa rahi hai.