EN اردو RO AZ
🌐
English اردو Roman Azerbaijani
🏠 🔍
13. Sayyid ra ne Iqbaal mein Surah Qul Huwallah ke das hazaar martaba ya ek hazaar martaba ya poore Maah-e-Rajab mein sau martaba padhne ki be-shumaar fazeelat naql ki hai aur riwayat ki hai ke jo shakhs Maah-e-Rajab ke Roz-e-Juma sau martaba Surah Qul Huwallah padh lega us ke liye Roz-e-Qiyaamat aisa noor hoga jo use Jannat tak kheench kar le jaayega.