EN اردو RO AZ
🌐
English اردو Roman Azerbaijani
🏠 🔍
Namaz Imam Ja'far Sadiq Alaihissalam
Do raka'at namaz hai har raka'at mein ek martaba Surah al-Faatehah aur 100 martaba Ayat al-Shahidallah (3:18-19). Namaz ke baad, dua e Imam Al Sadiq (a.s.) ki tilaawat karein.