EN اردو RO AZ
🌐
English اردو Roman Azerbaijani
🏠 🔍
Roz-e-Aakhir Māh-e-Ṣafar
203 Hijri ba-qaul Sheikh Ṭabarsī ra wa Ibn-e-Athīr ra zehr aalood angoor ke zariye Imam Raza Alaihissalam ki shahaadat waaqi' hui hai jis waqt Aap ka sinn-e-mubārak pachpan 55 baras ka tha aur Aap ki qabr athar Kaazimeen ki baqī'ah mubaarak mein hai. Ya'ni Aap apne jadd buzurgwaar Imam Musa Kazim Alaihissalam ke sarhaane dafn hue.