EN اردو RO AZ
🌐
English اردو Roman Azerbaijani
🏠 🔍
Tasbeeh se Istikhara ki kaifiyat
Yaad rahe ke Waalid Allama Majlisi ra ne apne ustaad Sheikh Baha'i ra se riwayat ki hai unhon ne kaha ke maine apne un buzurg asaatiza se jo Imam-e-Zamana a.s. 'ajjallalahu farajahum mulaqaat karte the,
Suna hai tasbeeh se istikhara karne ka ek tareeqa yeh hai tasbeeh ko haath mein le kar teen baar Muhammad (S) wa Aal-e-Muhammad (S) par salawat bheje aur phir donon ko pakad kar do do kar ke shumaar kare agar aakhir mein ek baqi rahe to us kaam ko anjaam de de aur agar do 2 baqi rahein to anjaam na dein.