EN اردو RO AZ
🌐
English اردو Roman Azerbaijani
🏠 🔍
Namaz-e-Rafa' Usrat Pareshani
Hazrat Imam Ja'far Sadiq a.s. se manqool hai ke jab tumhare liye koi kaam mushkil ho jaye ke to zawaal ke waqt do raka'at namaz padho.
Pehli raka'at mein Surah-e-Hamd aur Qul Huwallahu aur Surah-e-Fath Surah number 48 padho aur doosri raka'at mein Surah-e-Hamd, Qul Huwallahu aur Alam Nashrah Surah number 94 padhe.
Aur waazih rahe ke is namaz ka tajurba bhi kiya gaya hai: