EN اردو RO AZ
🌐
English اردو Roman Azerbaijani
🏠 🔍
Ziyarat Jawādiyyah
Mu'allif: Allama Majlisi ra ne Bihaar-ul-Anwār mein ba'z qadeem ashaab ke ta'leefaat se ek Ziyarat-e-Imam Raza a.s. aur naql ki hai jise Ziyarat Jawādiyyah kaha jaata hai aur us ke aakhir mein yeh hai ke Namaz-e-Ziyarat ke baad tasbeeh padhe aur us ko Hazrat ki taraf hadiya kare aur phir yeh du'a padhe.
اَللّٰهُمَّ اِنِّىْۤ اَسْاَلُكَ يَاۤ اَللهُ الدَّاۤئِمُ۔۔۔
Bahar haal jab bhi Mashhad Muqaddas mein is ziyarat ko padhe to is du'a ko tark na kare.